Mindset Carol Dweck Free Pdf

No book has ever explained this mindset and shown people how to make use of it. Chek list oficianta obrazec. Is one of the leading researchers in the field of.

Mindset Book by Carol Dweck Hindi Jaise ki hame apne ghar parivar aur society se yah baat focus karne aur achive karne ki hidayad di jaati hai ki man lagakar padhayi karo aur ek achhi si naukri pao safe va Government Aur fir hamar mind set usi tarah set ho jaata hai. Ab kuchh bhi wo ya to ham vaha tak pahuchenge apne target ka pichha karte huye aur ek sarkari naukri pa jayenge aur ya to usase niche hi rah jayenge to ise author ne Fixed Mindset kaha hai jo ki apne life me jyada kuch achive nahi kar paate. Aur ek example batau jo ki poor people ki hoti hai aur unhe usi codision me jivan bhar banaye rakhti hai wo ye sochte hai ki amir hona hamare bas ki baat nahi hai ye to bahuit khas log bade dimag valo ka kaam hai.

Aur unhe yah Demotivation apne aas paas se bhi milti hai jise ki “are nahi aisa nahi kiya jaa sakta” to iss tarah se bhi unka mind ek fixed minset ho jaata hai aur usi ke saath wo apna jivan gujarte hai. Ab growth mindset ki baat kare to aapko batade ki ye wo log hote hai jo jivan paryant tarakki karne me vishwas karte hai aur tarakki karte bhi hai aap kisi bhi success full people ke baare me padhe ya pata kare to aapko unki history se pata chalega ki wo kisi chij me bas bandh kar rah jaane me viswas nahi karte the. Iss liye wo dheere dheere hi sahi ek bahut hi success full life achive kar lete hai aur yah aap khud bhi history utha kar dekh sakte hai. Ab Growth Mindset ko aur clear karu to matlab ki aap koi chij achive kar liye ya aapne koi aisi vyavastha kar li jisase aapka jivan yapan chalne laga to aap uss comfort zone me na padkar aap ye soch rahe hai ki mai aur kya kar sakta hu mai aisa kya kar sakta hu jo logo ki problem to solve kare hi aur saath me aapko ek badi achivement dila de. To I Hope ki aap kafi kuch samjh gaye honge Mind set ke baare me aapko yah Article kaisa laga hame comment karke bataye aur share kare apne friends and family ke saath jisase ki aapki vajah se unki bhi thodi help ho sake. Aur aap chahte hai ki aapko sabhi best books ki article aapke facebook par mile to niche diye page ko like kare jisase aap hamse jud jayeenge.

Padhe Best Hindi Motivational Blog Mindset Book Carol Dweck PDF.